Thinking
Kaya kahu mai kaya sochta hu,kabhi past to kabhi future dekhta hu.Kabhi bhagata hu sapno sa to kabhi issi ma jeevan dekhata hu.Lagta hai kal jayada achaa hoga lakin bita kal ma magan rahata hu.Sab kuch badal raha hai har pal huma bhi badalana hai.Issi badlaw ma jeevan dekhta hu.Chota ma khalana ki chinta thi to jawani ma career patni aur baccha ki.Log mujha khiloria bhi kahana laga tha.Chahaya wo book palat kar run banana ya ludo, chess means yak do dhi, caram means thak thak aur khankh( baho ka bich khali jagah par) gudgudi lagana.Matasree ko kishi jasusi ka job ka liya fit rahati.Humlogo ka kafi precautions ka bad bhi yakdum sa akar samana aur chess board khula hua.Kitni bar humlogo na apna chess board ko palta hoga.